Google AdSense  Account Fully Approved Kaise Kare: 10 Tips

 Hello-Dosto Aajka Topic Hai Google Adsense Fully Approval Kaise Kareye Dosto Har Koi

Chahta Hai Ki Mere Pass Adsense Ho Wobhi Fully Approval Lekin Kuchh Logo Ko Adsense Account Fully Approval Nahi Milta Hai 
Google AdSense  Account Fully Approved Kaise Kare:10 Tips
Google AdSense  Account Fully Approved Kaise Kare:10 Tips

google adsense approve kaise kare:
Obhi Fast 10 Tips Follow

Google Pe Aap Bahut Search Kiye Honge Par Aapko Kahi Samasya Ka Samadhan Nahi Hua Hoga Aaj Ham Jo
Aapko 10 Tips Batayenge Use Aap Follow Jarur Kare Aapko AdSense Fully
Approval Paka Milega..

1.Domains Names
So New Users Apni Website Pe domain name Nahi Lagate Hai Kyu Kee Donains
Name Ka Rupya Lagta Hai Par Google
AdSense Ke Liye Bahut Jaruri Hai AdSense Approval Ke Liye  Custom Domain Name Lagana Aap Chahe To Godday Se Ya Bigrock Ya Aapko Jaha Se
Aapko Achha Lage Aap Waha Se Kharid
Sakte Hai …


2.Template Design
Blog Website Design Yebhi Bahut Jaruri
Hai Website Design Se Hamara Site Pe
User Ko Achha Lage Ga To Hi To Rahega
Padhaega Jab Ham New Template Lagate Hai Tab Ham Use Usi Trah Chhor Dete Hai Ise User Ko Problem Jhelna Parta Hai Jaise Ki Navigation Layout Minu Bar Side Bar Gadget Footer Ye Sab Customsize Full Karle Taki User Ko Problem Face Karna Na Pare..

3.Bahut Khas Page Very Inportant Page 
Google Adsense Ke Liye Ye 4 Page Sabse
Very Useful Page Hai Iske Bina To Aapko AdSense Approval Jaldi Nahi Mil
Pata Hai Is Page Ko Banana Behad Jaruri Hai Wo Kya Page Hai.Us Lage Ko Banane Ke Liye Link Ham Diye Hai.Aapko About Me Apna Details Fill Karna Jesse Related Aapko Website Banana Hai Usiko Bare Me Bataye Contact Us Me Apna Khud Ka Details Fill Kare Or Privacy Policy Net Se Banana Parta Hai Or Disclaimer Bhi Net
Banana Parta Hai Uske Liye Aapko Kahi
Jaane Ki Jarurat Nahi Hai Privacy Or Disclaimer Pe Click Kare..

4.Post Content Unique 

Apne Blogger Pe Article 100% Unique Likhe Kisi Kaa Copyright Match Nahi Hona Chahiye Or New Blogging Karne.
Wale User Dusro Kee Website Se Content Copy Karke Apne Site Pe Post Na Lagaye Apna Khud Ka Content Likhe
Isse Google AdSense Jaldi Approval Milta Hai..Kisi Ko Content Ko Apne Blog
Pe Nahi Use Kar Isse AdSense Disapprove Kar ta hai..

5.Write Seo Friendly Post
Blog Article Likhne See Pahle Keyword
Research Kar Ke Use Analysis Kare Uss
Keyword Pe Kitna Comptisan Hai Jiss
Keyword Pe Kaam Comptisan Ho Use Keyword Pe Post Likhe Keyword Achhe
Se Analysis Jarur Kare Aayese Karne Par Aapko Post Ka Google Rank 1St Page Pe Jaldi Karta Hai..

6.Other Ad Network Use Na Kare
New Blog Karne Wale Adsense Account
Create Karne Se Pahle Kisi Dusri Ad Network Aap Use Karte Hai To Adsense
Apply Karne Se Pahle Ad Ko Full Remove Karde Apne Blogg Se Koi Bhi Dusra Ad Network Kyu Na Ho Use Hatakar Hi Adsense Apply Kare…

7.Seo Friendly Template Use Kare
Aapko Website Ka Template Seo Matlab
(Search Engine Optimize) Hona Chahiye Jisse Aapki Site Pe Visitor Adhik See Adhik Aaye Or Google Se Organic Visitors Bhi Aata Hai.Or Rank.
Bhi Fast Karta Hai…

8.Visitor Buy Na Kare 
Apne Blogg Pe Kahi Se Kisi Or Se Visitor
Nahi Kharide Agar Aapko Content Achha Hoga Useful Article To Visitors
Aapne Aap Aange Or Achha Khasa Traffic Bhi Milta Hai Saab Kuchh Article
Pe Hi Depend Karta Hai Ki Aap Kaisa
Article Likhe Hai.Or Article Bhi Adsense
Approval Me Pura Help Karta Hai …

9.Submit You Site Map 
Apni Site Ka Sitemap Banakar Google
Webmaster Tool (Google Console)
Me Sitemap Submit Jarur Kare Jis Se Aapki Site Post Google Content Google
Index Karta Rahe Isse Traffic Me Help Hota Hai..

10.Submit Site Search Engine
Apni Website Ko Bing Yahoo Google Webmaster Tool Me Submit Jarur Kare Jise Aapki Site Ko Rank Milta Hai Or Visitor Bhi Aate Hai Aapko Profit Hoga
Jisse Aapko Google Adsense Approval
Me Help Milta Hai .

Iss Post Ko Achhe See Padhkar Apni Site
Me Follow Kare Isse 99.99% Adsense Account Fully Approval Mil Jata Hai..
Or Badi Asani Se Aap AdSense Ke Sath Earning Kar Sakte Hai……

Extra Tips

 Apne Website Ko Adsense
Aply Karne Se Pahle Achhe Se Check
Jarur Karle Taki Koi Aapko Dikat Na Ho Or Iss Post Ko Step Ko Pura Follow
Kare..

Dosto Aapko Ye Post Kaisa Laga Hame Comment Me Jarur Bataye
Agar Iss Post Se Related Koi Bhi Sawal Ho To Hame Comment Mai Jarur Bataye ..Thanks))

Bharat Mata Ki Jaye 

Share This Post Other Friends

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *