Kya Hai 1G.2G.3G.4G.5G Ka Matlab Kya Hota Hai

Hello Dosto Aaj Ham Aapko New Intrested Article Laye Hai Jinse Aap Log  1G.2G.3G.4G.5G Kya Hota Hai 
Or Bhi Bahut Jankari Milega Aj Is Duniya Ko Ham Internet Ki Duniya Kah Sakte Hai Kyuki Aaj Har Koi Internet Ka Instemal Karta Hai Or Isey Ke Jariye Puri Duniya Jura Rahta Hai Internet Ki Isey Bhag Dor
Me Ham Log 1G.Se Lakar 4G.Tak Kaa Safar Kiya Aage Yuhi Safar Badhta Rahega Or Isey Bhag Daur Me Jaldi Hi 5G
Ka Daur Aayega 4G.Internet Speed Ko Kafi Tez Kardiya Jisey User Internet Ka Jyada Istemaal Kiya Jane Laga ?..
Aise Mai 1G Se 5G Tak Pahuchne Ke Isey
Safar Main Aapne Kabhi Jarur Socha Hoga Ki Aakhir 5G Ka Matlab Kya Hota Hai Aise Main Kyu Na Aaj Hum Is Article Me Jaane Or Bat Kya Jaaye Or Hamlog Sabse Pahle Yeh Jan Le Ki-G Ka Kya Matlab Hota Hain To Chale Chale Aaj -G Ka Matlab Ko Jaane?

G-Ka Kya Matlab Hai-G Ka Matlab Hota Hai Generation-Ab Details Information Jane Jabhi Kisi Phone Main Ya Mobile Main New Technology Aata Hai To Usey, Next Generation Smartphone Me Kaha Jata Hai ,Jaise Pahle Wire Wale Phone Istemaal Kiye Jate They Uske Baad Mordel Phone Aaye Or Ab Wireless Phone Me Use Kiye Jate Hai
Isey Trah Technology Me Badlab Hote
Rahte Hain Or New New Technology Ka Avishkar Hota Rahta Hai,, 
Pahli Generation 1G- Hai Analog Signal Ka Istemaal Karne Walli Pahli Generation Ko 1980 Mai Sabse
Pahle America Mai Laya Gaya That Usamy Ki Speed This Limit Tha 2.4 Kbps Chalta Tha Lekin In Phono Ki Life.Voice.Or Quality And Secure Achhi Nahi Rahti This..
1991-Main 2G. Technology Aaye-Digital Signal Use Karne Wale Yeh Technology Gsm Par Adharit Thi Or Iska Speed 64-Kbps Tha Is Technology Ko Sabse Pahle Finland 
Main Launch Kiya Gaya Tha Or Aise
Phone Ki Jariye SMS- Camera.Or Email.Jaise Service Bhi Suru Ho Gaye..

2002 Me 3G-Ki Technology Aaye-

High-Speed Internet Ki Subidha Yani 3G Launch Hone Ki Baad Main 
Speed Net Milna Suru Hogaye Iske Jariye Games,Or Bari Bari Files, Transfer Jaise Video.Calling.Phir.Multimedia Apps.
Jaise New.Features, Milne Lage 3G Phone Main, Smartphone Kaha Gaya Or Usey Samay Se Mobile Data
Plan.Launch Hone Laga.
2011-Se Mila 4G. Saal 2011 Mai 4G Ki Suruat Hoye Or Iski Internet Ki
Speed 3G,Se Kafi Behtar Achha Or Iski Speed 1Gbps.Hai Jo Ki 3G,Se Kafi High Tez Speed Hai Bhartiye Bazar Mai 4G,Ko Aane Mai Samaye Laga Lakin Jio, Ki Sim Aane Laga
1G,2G,3G,4G,5G,Ke Baad 4G,Iste Istemaal Bari Tezi Se Phailna Suru Hogaya 3G,Or,4G Main Koi Antar Nahi Hai Balki Yehi Hai Ki 4G Ka Thora Advance Technology Hai..

Ab Hai 5G Ka Intezar , Aisa Sab Log Manrahe Hai Ki 2020-Ya 2022 Tak Market Main 5G Launch Ho Sakta Hai Ya Date Bhi Badh Sakta Hai Iski Abhi Koi Pusti Nahi Hai Ki Kab 5G,Launch Hoga..Tab Tak Ham
Log 5G,Ka Wait Karte Hai.Or 5G Ka Security Bahut Achha Rahega ..

Hello Dosto Aap 1G,Se Lekar 5G,Ke Safar Ke Bare Mai Jan Chuke Hai Orr 5G Ka Aane Ki Intezar Bhi Hai Aap Log Gaur Kare To 10 Se 12 Saal Main Mobile Ki New Generation Bhi Aaye Gaya Hoga Or Company Log New Technology Par Kai Research Bhi Kar Rahe Hai..

Aapko Ye Hamara Post Kaisa Laga Hamko Comments Main Jarur Bataye Hello Dosto Aapse Hame Umeed Hai Ki Is Post Share Jarur Karenge Aise Hi New New Article Padhne Ke Liye Bell Icon Press Jarur
Kare,,Or Aap Sabh Hamesa Khus Rahe Swast Bhi Rahe ,,

Share This Post Other Friends

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *